Ladki apne sajan se pooch rahe hai,kya pyaar karna gunah hai,kya pyaar karna gunah hai,ladki ki saheli uske kaan mein bolti hai,arre patli gali pakad peeche uska baap hai.
Maine tujhe pyar kiya abla nari samajh kar,tere gharwaalo ne mujhe baja dala Tabla samajh kar.
News Headlines > Softdrinks Contain Dangerous Pestcides.Insan to newspaper padh sakte hain par janwaro ka,kya hoga kyonki, “Aaj kal Cheeta bhi peeta hai”.
Good Morning > ye hamari “Falto sms” sewa hai,
esmain hum logo ko waqt be waqt pareshan Karte hai,
es sewa ka labh uthane ka dhanywaad,
abaap apna kaam kar sakte hai.
“Pahla Gadha” yaar mein jis dhobi ke ghar kaam karta hu,
wo mujhe bahut marta hai,
“Doosra Gadha” tu ghar chor kar bhaag kyo nahi jata.
“Pahla Gadha” kya batau yaar dhobi ki ek bahut sunder ladki hai.
wo jab bhi shararat karti hai to dhobi kehta hai,
ki teri shadi kisee gadhe se kar dunga,
bas ye soch kar ruka […]
Ye jo ladkiyo ke baal hote hai,ladko ko lobhane ke jaal hote hai,
Khoob Khaati hai apple hamare paiso se,tabhi to gaal itne laal hote hain
Tumhe Girlfriend Ko “i lav u” Bolna Hai,Balance Khatam,Ab Kya Karoge,Kabutar Ke Gale Mein Bandh Ke chitthi Bhejoge,Nahi Na,Main Batata Hoon Kya Karna Hai,apni Girlfriend Ka Number Mujhe De Do Main “i lav u” Boldeta Hoon.
Na wo ekraar karti hai,na wo enkaar karti hai,kambakt,mere hi sapno me aake Mujhe bandar kahke chali jaati hai.
Husband ne apni wife ko khat,likha Is mahine salary ki bajaye,”100 kiss” bhej raha hu,Wife ne Jawab diya apke salary ki bajaye 100 kiss mile,Hisab bhej rahi hu, Doodh wala 2 kiss me maan gaya,Teacher ko 7 deni padi, Sabjiwala 7 me nahi mana isliye,9 deni padi, Makan malik to roj 6-7 le jata hai,Aap […]
Door sahi majboor sahi,par yaad tumhari aati hai,
Jab saans wahan par leti ho, to badboo yahaan par aati hai..
Gunghat Mein Jo Dekha To Deewanna Hua mastaana Hua,
Sangeet Ka Taraana Hua,Shamaa Ka Parwana Hua,Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua.
Dard-e-Dil ko zuba par laate nahi,hum apni aankhon se ansu bahate nahi,
Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho,hum Dettol ke siva kuch laagate nahi..
Phir wahi fasaana-afsaana sunaati ho,dil ke paas hoon kah kar dil jalati ho,
beqaraar hai aatishe mahobbat ,mahobbat se milne ko,to phir kyon nahi pyaar jataati ho.
Jaado hai nasha hai, madhhoshiyaan hai, tumko bhula ke ab jaao kahaan,
dekhti hai teri nazre mujhe, main khud ko chupaao kahaan, jaado hai nasha hai
Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hai,Kaise kahe ke hum aap pe marte hai,
Yeh to sirf mera dil hi janta hai,Ke hum aap se kitni mahobbat karte hai
Mujhe lagtaa hai, ke saaree khubsuratee tuj mein samaagaye,Raahon mein chalte ho, to nazarein tuj par rekhtee hai,andheraa zindegi bhi, tujse roshan ho jati hai.
Apki is ada ka kya jawab do,apne mahboob ko kya uphar do,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,jo khud gulab hai usko kya gulab do.
AA bhi jao hum tumse mahobbat karte hai, ye wo gunah hai jise ham bar-bar karte hai, Jalake rahe mohabbat me hasrato ke chirag, bas sada aapke aane ka intzar karte hai.
Kyon hame kisi ke talash hoti hai,
Kyo dil ko kisi ki aas hoti,
Chand ko dekhoo vo bhi tanha hai jabki,
uski chandni se roj mulakaat hoti hai.
Jise dil apna banana chahta ho,
Jiski khushi mein apni khushi mahsus karta ho,
jo saans leta hai par har saans se pahle usko yaad karta hai,
jo zinda to hai par jeeta uske liye hai,
jo har aaine mein uski tasveer ko dekhne ki koshish karta hai,
isisko kahte hai mahobbat jo main tumse karta hoon.
Humari mehafil mein wo aaye baithey hain,chasme nam churaye baithey hain,
shayad jaante hain kitne un par aas lagaye baithey hain,par wo to bas apni nazar mein hume chhupaye baithey hain.
Jaam tutne ka bahaana na kar,hum to teri aankhon se peelenge,
tu matt aa lekin aane ka waada toh kar,hum tere intezaar mein jeelenge..
Aapke sang muskurane ko dil chahta hai,Kuch kahne ko dil chahta hai,
Tha kisike mananeka andaz aisa ki,phir rooth jane ko dil chahta hai.
Choo kar mere man ko kiya tune kya ishaara badla ye maosam lage sara jag suhana,choo kar mere man ko kiya tune kya ishara
Chehra tumhara hai kitna pyaara,lage aaj mujhko kitna khoobsoorat hai chaand hamara,teri chandini se roshan hai ye jahan hamara