Ladki apne sajan se pooch rahe hai,kya pyaar karna gunah hai,kya pyaar karna gunah hai,ladki ki saheli uske kaan mein bolti hai,arre patli gali pakad peeche uska baap hai.
Maine tujhe pyar kiya abla nari samajh kar,tere gharwaalo ne mujhe baja dala Tabla samajh kar.
News Headlines > Softdrinks Contain Dangerous Pestcides.Insan to newspaper padh sakte hain par janwaro ka,kya hoga kyonki, “Aaj kal Cheeta bhi peeta hai”.
Good Morning > ye hamari “Falto sms” sewa hai,
esmain hum logo ko waqt be waqt pareshan Karte hai,
es sewa ka labh uthane ka dhanywaad,
abaap apna kaam kar sakte hai.
“Pahla Gadha” yaar mein jis dhobi ke ghar kaam karta hu,
wo mujhe bahut marta hai,
“Doosra Gadha” tu ghar chor kar bhaag kyo nahi jata.
“Pahla Gadha” kya batau yaar dhobi ki ek bahut sunder ladki hai.
wo jab bhi shararat karti hai to dhobi kehta hai,
ki teri shadi kisee gadhe se kar dunga,
bas ye soch kar ruka […]
Ye jo ladkiyo ke baal hote hai,ladko ko lobhane ke jaal hote hai,
Khoob Khaati hai apple hamare paiso se,tabhi to gaal itne laal hote hain
Tumhe Girlfriend Ko “i lav u” Bolna Hai,Balance Khatam,Ab Kya Karoge,Kabutar Ke Gale Mein Bandh Ke chitthi Bhejoge,Nahi Na,Main Batata Hoon Kya Karna Hai,apni Girlfriend Ka Number Mujhe De Do Main “i lav u” Boldeta Hoon.
Na wo ekraar karti hai,na wo enkaar karti hai,kambakt,mere hi sapno me aake Mujhe bandar kahke chali jaati hai.
Husband ne apni wife ko khat,likha Is mahine salary ki bajaye,”100 kiss” bhej raha hu,Wife ne Jawab diya apke salary ki bajaye 100 kiss mile,Hisab bhej rahi hu, Doodh wala 2 kiss me maan gaya,Teacher ko 7 deni padi, Sabjiwala 7 me nahi mana isliye,9 deni padi, Makan malik to roj 6-7 le jata hai,Aap […]
Door sahi majboor sahi,par yaad tumhari aati hai,
Jab saans wahan par leti ho, to badboo yahaan par aati hai..
Gunghat Mein Jo Dekha To Deewanna Hua mastaana Hua,
Sangeet Ka Taraana Hua,Shamaa Ka Parwana Hua,Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua.
Dard-e-Dil ko zuba par laate nahi,hum apni aankhon se ansu bahate nahi,
Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho,hum Dettol ke siva kuch laagate nahi..