|
|
||
| Tujhey pyaar ki kasam hay Mera pyaar ban k aaa ja Meri bekarariyon ka Tu karaar ban k aaa ja Tere intezar main hain Abhi sham k nazare Koy kyun mujhey sada de Koy kyun mujhey poukare Meri zindagi khizaan hay Tu bahar ban k aaa ja Mera dil dharak raha hay Mere dil se yun na khelo Tumain waasta wafa ka Mera pyaar muj se le lo Teri jeet ho chuki hay Meri haar ban k aaa ja |
||