|
|
||
| Is toote huye dil ke liye ab duaa kaise karun dard jab tuune diya hai to gilaa kaise karun Aksar chalta raha tanha safar me yehi socha ke mai ye muqammal tha safar jo maine kiya ab tere binaa baki safar kaise karun umar bhar ki mohbaat ka kya seela diya hai tune tu hi bata de tere en jafaon ka gila kaise karun thi koi mere hi haathon ki lakeeron mein kuch kamii apni taqdeer ka ab tujhse gilaa kaise karun meri har sans me basa hai tu zandgi ban ke ae dost tuje bhula ke mai befawi kaise karun.. ye munaseeb nhi Massom Bhula dun use.. tu bata is jism se ye jaan juda kaise karun Tere Intjaar Me . !! |
||